20140409

Laaga Chunri Mein Daag - Dil Hi To Hai

Laaga chunari mein daag
chunari mein daag chhupaun kaise
ghar jaun kaise
laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag

ho gayi maili mori chunariya
kore badan si kori chunariya
ho gayi maili mori chunariya
kore badan si kori chunariya
jaake babul se nazrein milaaun kaise ghar jaun kaise
laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag

bhool gayi sab vachan bida ke
kho gayi main sasuraal mein aake
bhool gayi sab vachan bida ke
kho gayi main sasuraal mein aake
jaake babul se nazrein milaaun kaise ghar jaun kaise
laaga chunari mein daag

kori chunariya aatma mori
mail hai maaya jaal
kori chunariya aatma mori
mail hai maaya jaal
wo duniya more babul ka ghar
ye duniya sasuraal
haan jaake babul se nazrein milaaun kaise ghar jaun kaise
laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag chhupaun kaise
laaga chunari mein daag laaga chunari mein daag



Ae Mere Zohra Jabeen - WAQT

Film: WAQT.
Stars: Balraj Sahni, Sunil Dutt, Sadhana, Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Raj Kumar, Shivdasani, Achala Sachdev, Leela Chitnis.
Singer: Manna Dey.
Music: Ravi.
Director: Yash Chopra.

Tu pyar ka sagar hai teri ek boond - Seema

Tu pyaar ka saagar hai
teri ek boond ke pyaase hum
lauta jo diyaa tumne, chale jaayenge jahaa se hum
Tu pyaar ka saagar hai...

Ghaayl man kaa, paagal panchhi udne ko beqaraar
pankh hain komal, aankh hai dhundhali, jaana hai saagar paar
jaanaa hai saagar paar
ab tu hi ise samjhaa, raah bhoole the kahaan se hum
Tu pyaar ka saagar hai...

Idhar jhoomati gaaye zindagi, udhar hai maut khadi
koi kyaa jaane kahaan hai seemaa, uljhan aan padi
uljhan aan padi
kaano mein zaraa keh de, ki aaye kaun dishaa se hum
Tu pyaar ka saagar hai.



20140408

Zara samane to aa o chhaliye

( Film -Janam Janam ke Phere )


Zara samane to aa o chhaliye
chhup chhup chhlne mein kya raz hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye aawaz hai
Zara samane to aa....

Hum tumhein chahe tum nahin chaho
aisa kabhi nahin ho sakta
pita apne balak se bichhud ke
sukh se kabhi nahin so sakta
hamein drne ki jag mein kya bat hai
jab hath mein tihare meri laj hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye aawaz hai
Zara samane to aa....

Prem ki hai ye aag sajjan jo
idhr uthe aur udhar lage
pyar ka hai ye taar piya jo
idhar sje aur udhar bje
teri preet pe bada hamein naaz hai
mere sar ka tu hi re sartaj hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye aawaz hai
Zara samane to aa....