Tu pyaar ka saagar hai
teri ek boond ke pyaase hum
lauta jo diyaa tumne, chale jaayenge jahaa se hum
Tu pyaar ka saagar hai...
Ghaayl man kaa, paagal panchhi udne ko beqaraar
pankh hain komal, aankh hai dhundhali, jaana hai saagar paar
jaanaa hai saagar paar
ab tu hi ise samjhaa, raah bhoole the kahaan se hum
Tu pyaar ka saagar hai...
Idhar jhoomati gaaye zindagi, udhar hai maut khadi
koi kyaa jaane kahaan hai seemaa, uljhan aan padi
uljhan aan padi
kaano mein zaraa keh de, ki aaye kaun dishaa se hum
Tu pyaar ka saagar hai.

No comments:
Post a Comment